Jungle ki be-reham dunya mein jahan har taraf khatra hota hai, ek maa ki mamta sab se bari taqat ban jati hai. Jab us ke chote bache par achanak musibat aayi, to us ne bina dare har dushman ka samna kiya. Sheru Bhai aur jungle ke baqi janwar bhi us maa ka hosla dekh kar heran reh gaye ke wo kis tarah apne bache ki hifazat kar rahi thi.
Maa to aakhir maa hoti hai, chahay insan ho ya jungle ka koi be-zaban janwar. Us ne sabit kar diya ke dunya mein maa ke piyaar se barh kar koi cheez nahi hai. Kiya aap ne kabhi kisi janwar ko apne bache ke liye is tarah larte dekha hai?
https://www.tiktok.com/@itsalphatonesworld1/video/7712966177084984607
0 Comments