Part 3: Shero Bhai ne Prison King ko sabak sikha diya 🦁

Part 3: Shero Bhai ne Prison King ko sabak sikha diya 🦁

Prison mein Prison King ne Shero Bhai se takkar le kar bohat bari ghalti kar di. Shero Bhai ne usay dikha diya ke asli badshah kon hai. Wahan Chief Zara ne ek hairan kun raaz khola, aur Black Panther ne Prison King ka poora empire tabah kar diya.

Dusri taraf, Tiger Bhai ko aakhir kaar Black Wolf ki location mil gayi hai aur wo apne sab se bare mission ke liye nikalne ko tayar hai. Lekin kal Shero Bhai ko court mein pesh kiya jaye ga jahan uski kismat ka faisla hona hai. Kya Tiger Bhai waqt par Black Wolf ko bacha payega?

https://www.tiktok.com/@the.bd76/video/7708372606856039702

Post a Comment

0 Comments