
Is baar Diwali ke khas mauke par jungle ke sabhi jaanwar ek sath jama hue. Sheru Bhai aur unke sabhi jungle ke sathiyon ne mil kar is tyohar ko bohot hi dhoom dhaam se manane ka faisla kiya. Pura jungle roshni aur khushiyon se jagmagane laga, aur har koi apni purani dushmani aur shikway bhool kar ek sath aa gaya.
Ayanrxm.18 ki is pyari AI kahani mein yeh dikhaya gaya hai ke kaise pyar aur mil jul kar rehne se har jagah khushiyan phailai ja sakti hain. Jungle ke sabhi jaanwaron ne mil kar diya jalaya aur ek doosre ke sath khushi banti. Kya aapko bhi jaanwaron ka yeh anokha Diwali celebration pasand aaya?
0 Comments